Monday, 4 September 2017

How To Control/Track GF/BF Mobile Phones In Hindi

How To Control/Track GF/BF Mobile Phones In Hindi

 

 Image result for गर्लफ्रेंड या बॉयफ्रेंड का कॉल रिकॉर्ड ट्रैक कैसे करे

Aaj hum ek aise topic pe baat karne ja rahe hai jo hum sab ki basic need hai hum sabhi ye chahte hai ki koi bhi aisa ek insan ho jiski hum sari bate sun sake lekin aap sab aisa kar nahi pate ho Kai bar ye bahut jaruri hota hamare liye bahut bar aisa hota hai lekin aap kuch kar nahi pate ho. To aaj mai aapko bataunga ki ye kaise karna hai Ki Aap Apne Gf Ka Phone Hack Kaise Kar Sakte Hai, Aur Aap Apne Android Phone Se Dusre Android Phone Ka Call Record Apne controle Me Kaise rakh sakte hai, Yani Hamar Dost Kaha Aur Kisse bat Kar Raha hai Ye sub Bate Hum Bahut Hi Aasani se  Jan sakte hai, Ab Nazre rahegi aapko Har Waqt aka dost Ki Activity par,
  • NOTE:- Yeh post mai sirf knowledge ke liye share kar raha hun please iska missuse mat karna aap sab warna aap log leagle trouble me aa sakte ho or iski responsibility aapki hogi meri nahi Kyuki Hum Koi Bhi Tricks Batate Hai Sirf Knowledge Ke Liye So Please Iska Galat Fayada na Uthaye Agar Aap Missuse karte hai To Iski Jimmedari Anytechinfo Se Jude Kisi Bhi Member Ka nahi Hoga, 
Agar mai yeh article samjhane ke liye example ke liye kisi ek person ka naam le lu to aap logon ko jyada acche se samajh aayeg,  To hum log ye maan lete hai ki hume Priyanshu ki call recording sunni hai to Iske liye aapko 2 minute ke liye Priyanshu ka mobile lena jaruri hai uske bina aap Priyanshu ki call recording nahi sun sakte.
  • P.S-Aap bina Priyanshu ka phone use kiye bhi uska call recording sun sakte ho lekin yeh kaam karne ki government hame permission nahi deti hai,yeh 100% illegal ho jaayega,Iska permission sirf police officer’s k pas hi hota hai , To aaiye hum jante hai hume kya or kaise karna hoga:-

गर्लफ्रेंड या बॉयफ्रेंड का कॉल रिकॉर्ड ट्रैक कैसे करे 

Step   ::  1
  1. Sabse pehle aapko Priyanshu k phone me HIDDEN CALL RECORDER install karna hoga, halanki yah ek paid software hai lekin 7 din ke liye iska hum trail version le sakte hai agar aapke pass paise hai to mai suggest karunga aap isse buy kar le  
  2. Jaise Hi Aap Usme Install Kar Lenge Uske Bad Waha se Usse hide Kar Denge Kyuki Agar Wo Application Dispaly Par Show Karega To Aapka Friends Jan sakta hai To Usse Hide Kar De, 

Step   ::  2

iske baad isse open Kare or fir Backup Service ka option dikhega usse accept kar le


 Step   ::  3
  1. fir Configure Access me apna email address add kare. Kyuki Priyanshu jaise hi  kisi se call pe bat karega uska call automatic record ho kar uska downloading link aapke email me mil jaayega.
2 . Ab Aap next Par Click kar De,


Step   ::  4
  1. Next Par Click karte Hi, Aapke saamne 3 option dikhega wo kuch aisa hoga
  • (I)SEND FILES OVER WIFI ONLY Kya Hai :- Yaha pe select karne se aapko recording tabhi milega jab Priyanshu wifi se connect hoga or agar aap isse select nahi karenge to aapko call recording ki link tab bhi mil jaayega jab Priyanshu net on karega.
  • (II)Hide Icon:Hide icon ko select karne se ye app phone me se hide ho jaayega fir aap Isse sirf or sirf access code se khol sakte ho.
  • (III)Access Codes:- Aap access code change bhi kar sakte ho ya jo hai wo bhi rehne de sakte ho, access code kaam ye hai ki jab aap Priyanshu ke phone me ye app install karoge to aap uss app ko hide karoge he ,to Iss code ki help se he sirf aap us app ko khol sakte ho, Iske bina wo app nahi milega phone me.
Ab aapki poori setting ho chuki hai ab aap Priyanshu ka phone usko wapis kar sakte ho ab aapko Priyanshu k phone ki koi jarurat nahi hai, ab Priyanshu jaise hi koi call karega ya koi call pe bat karega to ye app automatically Wo record kar lega or fir Priyanshu jaise hi apna mobile data ya fir wifi on karega waise hi aapko apne email pe ek Voice Comnucation ki link hogi, aap jaise hi us link pe click karoge yeh aapko directly mrecorder ke account par le jaayega jaah pe aap Priyanshu ki voice call ko download kar sakte ho.

How To Open Paytm Payment Bank Savings Account In Hindi

How To Open Paytm Payment Bank Savings Account In Hindi

 

 

इंतज़ार का घडी ख़त्म ,Live हुआ Paytm Payment Bank इसमें ऐसे खोलें Saving Account, Paytm पेमेंट बैंक हुआ लाइव जानें कैसे खोल सकते हैं बचत खाता ,Payment Bank Me Saving Account Kaise Khole Step by Step Full Detail Paytm 2010 me aai thi Ye pahle wallet App tha jisse Hum Recharge etc karte but ab isse RBI ne manjuri De di hai ab yah paytm bank ban gaya hai  Jiase Hi Paytm Bank Aaya iske wallet user ke man me Dher sara sawal paida ho gaya aakhir ye kya hai Aur mere wallet ka paisa ka kya hoga To Aaiye hum isse Jude sabhi Problem ka Solution Aur Kya kaise Ki Puri jankari

What Is Paytm Bank (क्या है पेटीएम बैंक)  

Paytm payment bank limited yani iska ek alag payment bank hoga aur iska permission RBI ne Bhi De Di hai jaise sabhi bank Apne customer ko Subidha deti hai waise Hi ye bhi degi halanki isme Loan Aur Credit card jaisi service samil nahi hai Nche mai aapko isme account Kholna bataunga uske bad mai Paytm Bank Se Jude sabhi Sawal Aur Jawab Ka List banakar aapke sare man ka daubt Bhi Clear Karunga

 Image result for PAYTM BANK AC LOGO

Paytm Payment Bank Me Saving Account Kaise Khole Aur Paytm Payment Bank Account Verify Kaise Kare 

Ji ha Ye ab aapke Bita version 6.0 Me aa chuki hai iske liye aapko Iska Bita Version 6.o Aapko Download karna hoga sirf download karne ya paytm account banane se nahi hoga aapko to pata hi hai ab har ek kam ko sahi karne se pahle usse verify kiya jata hai Usi tarah Aap apne Account ko bina verify kiye saving account nahi khol sakte hai Ji Ab aap soch rahe honge paytm payment bank ko verify kaise kare simple aap apne pan number aur aadhar number se isse verify kar sakte hai aur jo Log verify nahi karwate hai unke app par payment bank nazar nahi aayega To aaiye Number wise karke pura step batate hai
  1. Sabse pahle aap iska Bita Version Download kare
  2. Uske bad aap Login kare apne Mobile Number aur password se
  3. Ab aap Profile section me jao
  4. Profile section me jane ke bad User Ko My saving account par click karna hai  uske bad jo step hai usse aap Followe kare uske bad aapka saving account bankar ready ho jayega iske bad vertual Paytm payment bank Rupe card users ko hawale kar diya jayega
1 .  Baki Bank se kitna alag hai Paytm Bank ( बाकि बैंक से कितना अलग है Paytm बैंक ) ?
Ye bank Bhi baki bank ki tarah hai usme hame account Khulwane ke liye KYC method Flowe karna padta tha isme Bhi hame Karna hoga usme hsme Jo Document dena padta tha Isme Bhi Aapko Dena hoga  usme bad aapka khata Khola ja sakta hai

2  .  Paytm Wallet aur Non Paytm wallet Customer  Paytm bank me account kaise Khole  ( जो Paytm यूजर है और जो नहीं है वो Paytm बैंक में खाता कैसे खोले )

Agar aap pahle se Paytm wallet ke active user hai To ye automatically Paytm bank me upgrad ho jayega inhe kisi tarah ke Step Flowe nahi karna padega , baki naye Customer ko jaise sabhi bank ka ek process Hota hai waise Hi Aapko iske Process se account khulwana Hoga

3  .  Paytm wallet Paytm bank me Upgrade Kyu nahi Hua Aur Upgrade Karan eke liye Ab Kya kare  (Paytm वॉलेट अगर Paytm बैंक में Upgrad न हो क्या करे ) ?

Agar aapne Pichhle 6 Month me Paytm wallet se koi Transaction nahi kiya hai ya Phir aapke wallet me  0 (zero) balance hai To aapka account Upgrad nahi hoga iske liye aap help@paytm Par aap apni jankari jama kare
  • Bank Account Se Adhar Number Link Kaise Kare

4  .  Paytm bank me paise rakhna security ke mamle me sahi hai (Paytm बैंक में पैसे रखना सुरक्षित है ) ?

Ji ye puri tarah se safe hai agar aapke Paytm wallet me Balance hai To ye automatic aapke Paytm bank me transfer kar degi ha agar aapke wallet me jo balance hai usse aap  6 month se aise hi rakhe hai to aapse wo ek bar puchhega

5  .  Agar Hum Paytm bank user nahi bane To wallet ka kya hoga aur hum isse band kaise kare Aur mera wallet paisa ka kya hoga ( हमारे Paytm वॉलेट का बैलेंस का क्या होगा ) ?

Agar aap bank user nahi banna chahte hai  to aapka apna Paytm wallet bhi band karna hoga  sirf wallet rakhe aisa koi option nahi hai Paytm bank me agar aap isse band karna chahte hai To aap help@paytm par mail karke aap apna account khatm karwa sakte hai aapka Jo wallet balance hai aapke bank account me bhej di jayegi iske Liye mail me aap alternet Account number with IFSC Code ke sath de
6  .  Paytm Bank Baranch India me kaha-kaha hai 
Noida me hai aur Paytm iss year 31 branch Kholne ki bat kahi  gai

7  .  Payment bank aur Mobile wallet me Kya Defrence hai (Paytm बैंक और मोबाइल वॉलेट में क्या अंतर है )

Aapko lagta hoga ek hai lekin mai Aapko bata Du payment bank aur mobile wallet ye dono bilkul hi alag chize hai  jaise bank me debit card , Check Book ,NEFT jaisi subitha uplabdh rahti hai lekin Wallet me aisa koi Option nahi hai payment bank me mobile wallet jaisa kam kar sakte ha lekin wallet se bank wala kam nahi hoga

8  .  Paytm Bank se dusre bank account me paise Bhej sakte hai kya (Paytm बैंक से हम किसी दुसरे बैंक अकाउंट में पैसे भेज सकते है) ? 

Ha aap dusre kisi Bhi bank me yaha se aap paise Transfer kar sakte hai Aapko NRFT,IMPS jaisi sabhi subidha milegi
  • ​Bank Account Me Pan Card Add/Link Kaise Kare

9  .  Paytm bank Card service bhi degi (Paytm बैंक कार्ड सुबिधा भी देगी )

Paytm ke anusar wo jald hi RUPE Card ke sath Partnetship kar rahi hai  jiske Jariye Debit card issue Karegi  , iss card ka fee 1 year 100 rs liya jayega and  aap non metro City me aap agar  5 bar se jayada Tansaction karte hai to aapse iske bad hare k transction  par Aapko 20rs Dene Honge
To Dosto agar aapke man Me isse Jude Koi sawal hai To plz aap Hame Comment me bataye hum aapka Sawal Apni post me Jawab ke sath mention karenge

2 Method Pan Card Ko Aadhaar Se Link Kaise Kare

 Method Pan Card Ko Aadhaar Se Link Kaise Kare

 

Government ne ye ailan kiya hai ki  31 august tak sabhi pan card adhar card se link ho jana chahiye  Government ne isse jodna coompalsury  kar diya hai Aapko har hal me jodna hi hoga agar aapne abhi tak adhar card nahi banaya hai to jaldi bana le maine iise pahle Adhar card ko bank account se link karne ke tarika bataya tha Aaj hum Aapko  batayenge pan card ko adhar se link kare ya phir adhar ko pan card se link kare kyu aur kaise Aur maine ye bhi bataya Bank Account se aadhar Card Link kare , wo bhi 1,2,3 nahi kai tarike aur method se

Isse pahle mai pan card banata tha maine kai logo ko dekha 1 aadmi ke name  2 pan card but ab is process aur sarkar ki thos kadam se ispar ankush lagega Maine ek bat aur gaur kiya adhar card me aur pan card me di gai information same nahi rahti thi so jub link hoga to same details hi link hoga ab defrence name par bhi ankush lagega  aage hum Aapko lamba process na batakar 1 hi step me pan se adhar link karne ka tarika batayenge isse pahle hum kuchh basic daubt ko clear kar le

Image result for pan card ko aadhar se link





Pan card Ko Adhar card se jodna kyu jaruri hai  ?(पेन कार्ड को आधार कार्ड से जोड़ना/लिंक करना क्यू जरुरी है )

  1. Isse har ek aadmi ye jan jayenge pan card ko adhar card se link kaise kare
  2. Isse hame hamari digital indian ko digital banana me sahyog milega
  3. Isse chhal-kapat paise ko idhar se udhar karne ka dhndha par lagam lagega
  4. Sabse badi bat isse hamare country me coporation nahi badhegi yahi sudhar hamare desh ke liye bahut mayne rakhti hai
aaiye Hum Aapko ab bata rahe hai , aap apna aadhar number aur pan number pass rakhe aur bus hamare dawara di gai link ko open kare dono number dale submit kar de Aapko jayada idhar-udhar karne ki jarurat nahi hai Aaiye hamari step ko flowe kare

1 Step Me Online Pan Card Ko Aadhar Card Se Link Kaise Kare ( एक स्टेप में ऑनलाइन आधार कार्ड को पेन कार्ड से लिंक कैसे करे )

Step  ::  1
Sabse pahle aap iss link ko open kare  https://incometaxindiaefiling.gov.in/e-Filing/Services/LinkAadhaarHome.html yah Dusri tab me open hogi
  • Note :: Yaha Jo process hum bata rahe hai ye tabhi work karega jub aapka adhar details aur pan details same ho agar alag –alag hogi to link nahi hogi jaise Name, Sex , Date Of Birth aur jaruri information dono par ek hi hona chahiye agar aisa nahi hai to aap pahle usse thik karwa le uske bad link kare ,
Step  ::  2
Ab aapne us link ko open kiya ab aap dekhe aapke samne aisa image dikh raha hai
  1. Pan :Likha hai iske samne box me aap apna pan number dale
  2. Aadhar Number :Iske samne aap apna  12 digit adhar number dale
  3. Name As Per Aadhar :Iske samne Box me aap wo name liye jo aapke adhar card me hai wo bhi capital me
  4. Captcha code :Iske niche Box me Image ki tarah hoga us Image me kuchh aise word honge jo Aapko sahi se dikhai nahi dete hai so usse ache se dekhe aur niche blank box me dal de
  5. Ab aap sab kam kar liya ek bar achhe se check kar le , sabse niche Link adhar( rad colour ) Rad Clour ke box me Black Colour se likha hai waha click kare

Congregation Aapka Pan aadhar se link ho gaya Hai , ab apace ek successfully ka mesaage aayega Jo aap niche iamge me Dekh rahe hai

Isse Jarur Jane

Bina Internet SMS Karke Aadhar Number Se Pan Card Link Kaise Kare (मेसेज करके आधार नंबर को पेन कार्ड से लिंक कैसे करे )

Aapne upar sikha wo bhi bilkul simple step me lekin kya aapke pass internet nahi hai to koi bat nahi
  1. Sabse pahle aap apne mobile ka message box open kare
  2. Usme aap type kare <UIDPN>space<Aadhar Number>space<Pan Card> uske bad aap isse 567678 or 56161 par bhej de niche dekhe
  3. UPDPN 123456789123 EPJ5567     send now  567678 or 56161

Ab Aapke man me kahi na kahi kabhi ye sawal jarur uthta hoga ki aajkal dekh rahe hai subsidy  , Bank yani jaha dekho waha adhar card aakhir kyu iska itna importace kyu mil raha hai , itna value kyu aise bahut sare document hai but Government sub ko chhodakar aadhar ke pichhe padi hai kuchh to wajah hai Aaiye jante hai

Bank,Gas se Lekar har Ek kam me adhar card hi kyu jaruri hai ( हर एक जगह आधार कार्ड का ही उपयोग क्यू )  ?

Hum sabhi Soch me hai ki aaj india me ideanty card ke rup adhar ko hi dekha ja raha hai  simple iska jawab hai isme kisi bhi aadmi ki puri jankari hoti hai aur yah Internet se juda hai isme biometric yani hamare sabhi finger ki sacanig rahti hai  aur Bhi wajah hai bus aap itna samajh le adhar se better security and kam ka koi Document nahi
To Dosto Yaha maine Aapko supar and short tarika pan ko adhar se add karne ka tarika bataya so isse bhi kam step ka method abhi nahi hai syd isse kam ka ab kya ho sakta hai so Aapko kaisa laga ye article hame jarur bataye, Going Comment

Ek Phone Se Dusre Phone Ko Handle/Control Kaise Kare,6 Way

Ek Phone Se Dusre Phone Ko Handle/Control Kaise Kare,6 Way

Iss article ka aap sab ko kaafi jarurat hoga. Hum sab ke saath aisa kafi bar hota hai ki hum apne phone ko ghar pe bhul aate hai ya kahi bahar me bhul jate hai or hame kisi file,image ya fir kisi ki jarurat pad jaati hai or wo bhi urgently.


 Ek phone se dusre phone ko control karne ka tarikaoffice me baithe ghar ke phone ko kare handle asani se, kyuki yaha hum aapko short method se long trick bataunga To hum aaj aapko yahi batayenge ki Kaise aap apane phone ko kahi se bhi kisi bhi dusre ke phone/computer se operate kar sakte ho .



 

 Ji ha , aisa karna bilkul possible hai,or ab agar mai ek hacker ki najar se dekhu to Iss app se aap kisi dusre ka phone bhi use kar sakte ho. Lekin Iska missuse mat Kare ,ye sirf educational purpose ke liye hai. To Aaiye jante hai ki ye kaise Kare :- 




 Step 1

 1. Sabse pehle aap playstore se “AirDroid” app install kar len. 
  2. Ab usko open Karen.
 3. Aapko usme account bnana padega,to aap signup pe click kar        saare details fill kare 
 4. or fir sign up kar de. 
 

Step 2 

1. Fir Ab apke saamne ek new form open hoga, 
2. jisme wo aapse email id or password puchega, to aap usse enter kar ke ok kar de.
 3. Eske processing hone ke bad wo conformation puchega to aap uspe click kar k enable kar de .
 4. Enable pe click karne ke bad aapke phone ki setting khul jaayegi, usme AirDroid ko enable kar de 
5. or fir ek page open hoge to ok kar de. 
Bas aapke phone ki saari setting ho gai hai.Aapka software ready hai poori tarah se. Ab man lo ki aap kahi bahar me ho or aapka phone aapke pas nahi hai or aapko kisi jaruri file, image ya fir video ki jarurat hai to aap kaise usse nikaloge. To mai ab aapko bata rha hun ki aap ye kaise kar sakte ho.

 Aap apne us jaaruri file,image ya fir video ko kisi bhi dusre android phone ya fir PC se khol sakte ho. Lekin Iske liye aapke apne phone me net on hona chahiyeh,ye compulsory hai. Us phone me net on agar hai to uske baad aapko karna bas itna hoga ki



 1. aap jis bhi dusre phone ya fir PC se usko open karoge uska koi bhi browser open karo or fir waha pe aap http://web.airdroid.com/ url enter Karen,to aapke saamne ek page open hoga usme aap apna email id or password enter Karen(Wahi email id or password entern Kare jo aapne apne phone me AirDroid app me kiya tha) 

 2. Iske baad ok Kare or fir aap Apne pure phone ko access kar sakte ho. Yaha tak ki aap apne us phone ka camera bhi use kar sakte ho. 

 Aapne Upar Ek method ko Smajh Kiya Baki Ka Jo Mai 5 Method Bataunga Laghbhag Sem Hi Process Hai, To Ek Hi bato ko Batakar Post Ko Lamba karne se Achha hai, Mai Yaha Sabhi App Ka Link De Deta Hu, Jisse Aap Aasani Se Sabhi App Ko Download Kar Sakte Ho aur Aap Ghar Baithe Dusre Ke Phone Ko Handle Bhi Kar Sakte Ho,


 METHOD 2 

Teamviewer : Yah App Data Spy Aur Behtar Security Ke Liye Mast Hai, Isse Aapa Yaha Se Download Kar Sakte Hai, Download Now Teamviewer 


METHOD 3

 An2An: Yah App Bhi Bahut Better Hai,Isse Aap Computer Access Bhi Kar Sakte Hai,Sabse Badi Bat Aap Apne Phone Ka Bluetooth, WiFi Etc Se Bhi Control Kiya Ja Sakta hai, 


METHOD 4

 AIO : Yah App Laghbagh Sabhi Platform Aur Device Me Work Karti hai, Isse Aap Bahut Hi Aasani Se Manage Kar Sakte Hai, Isme Bhi An2An Ki Tarah Bluetooth, WiFi Use Kar Sakte Hai, 


METHOD 5 

Join: Is App Se Aap Ek Nahi Ek Se Bhi Jayada Phone Connect Kar Sakte Hai, Simple Hai Aap Isss Yaha Se Download Kare, 


METHOD 6

 Tablate : Yah App Bhi Baki Sabhi App Ki Tarah hai , Aapne Upar Jitne Bhi App Ke Bare Me Jana Hai isme Wo Sabhi Work Ho Jayega,





 I Hope Aapko Hamari Paryas Aapke Kam Aayegi,Aapke Support Se Hi Aaj Anytechinfo.com Itna Aage Badha Hai, To Apne Dil ka Hal Comment Me Batate Rahe.

WhatsApp Business Kya hai,Kaise Kam Karta Hai

WhatsApp Business Kya hai,Kaise Kam Karta Hai

 

 Aap bahut pahle se sun rahe hai Whatsapp business ke bare me ab aapka Intezar khatm Ho gaya mai Bhi  iska wait bahut dino se kar raha tha aakhir wo samay aa hi gaya bahut khabre suni thi iski Ab whatsapp ne khule aam ailan kar diya hai ki ab mai Whatsapp Business service Suru karne jar aha hu To aaiye Aaj hum aapko batayenge Whatsapp Business Kya hai kaise work karta hai kaise janenge Kon sa whatsapp Number ya hamare whatsapp friends Whatsapp Business ka use kar rahe hai Ye sabhi Bate iske bad aur bhi details Ki puri jankari hum aapko Iss post ke madhyam se denge

 

Kaise jane Kon sa whatsapp Number Whatsapp Business ka use/istemal karti hai 

Aise to dekha Jaye To ye service pahle se kai Company start Kar chuki hai isko pahchnane ka ek tarika bhi bataya gaya tha Jin Business account Kea age green tick Wala bage hoga We whatsapp Ke verification Ko jahir karega iska matlab ye hua ye whatsapp Number kisi Business account ke liye Allout hai




Whatsapp company se Direct Kaise Hogi Contact : Special Chat Box

Ji Jitne bhi Verify account Hogi usse company Direct Smabad kar payegi Maine iske bare me Reserch ki to mujhe ye pata chala ki users ko Ek Yellow Color ka Chat Box provide Kiya jayega Aapke jankari ke  liye mai aapko bata du  Iss chat box Ko delete karna possible nahi hai halanki user Stop Likhkar Block  kare sakta hai

 Image result for whatsapp

To mere mitra aaj maine EK naye technology ke bare me bataya jiska testing abhi India me Chal rahi hai Jo bahut jald Aane wali hai iske bare abhi tak maine research kiya to itna hi jankari Mila jaise hi hame Aur bhi koi janakri milegi mai iss post ko Update karunga Aur niche se mai isme aur Bhi jankari add karte jaunga Aap Log yah article Anytechinfo.com par padh rahe hai Nitin android Guru ke sath Jo Kabhi na kabhi Aapke Bich ek Chhote se Post ko lekar aata rahta hai Exam Ki wajah se mai Busy rahta hu To phir mai Milta hu aapko Next Kisi Article me Tab tak Ke liye Dhanybad agar aapko Ye Article pasand aaya To Isse Share kare aur koi Question hai To wo Bhi aap hamme Comment Box me jarur Puchhe