How To Open Paytm Payment Bank Savings Account In Hindi
इंतज़ार का घडी ख़त्म ,
Live हुआ Paytm Payment Bank इसमें ऐसे
खोलें Saving Account, Paytm पेमेंट बैंक हुआ लाइव जानें कैसे खोल सकते हैं
बचत खाता ,Payment Bank Me Saving Account Kaise Khole Step by Step Full
Detail Paytm 2010 me aai thi Ye pahle wallet App tha jisse Hum
Recharge etc karte but ab isse RBI ne manjuri De di hai ab yah paytm
bank ban gaya hai Jiase Hi Paytm Bank Aaya iske wallet user ke man me
Dher sara sawal paida ho gaya aakhir ye kya hai Aur mere wallet ka paisa
ka kya hoga To Aaiye hum isse Jude sabhi Problem ka Solution Aur Kya
kaise Ki Puri jankari
What Is Paytm Bank (क्या है पेटीएम बैंक)
Paytm
payment bank limited yani iska ek alag payment bank hoga aur iska
permission RBI ne Bhi De Di hai jaise sabhi bank Apne customer ko
Subidha deti hai waise Hi ye bhi degi halanki isme Loan Aur Credit card
jaisi service samil nahi hai Nche mai aapko isme account Kholna bataunga
uske bad mai
Paytm Bank Se Jude sabhi Sawal Aur Jawab Ka List banakar aapke sare man ka daubt Bhi Clear Karunga
Paytm Payment Bank Me Saving Account Kaise Khole Aur Paytm Payment Bank Account Verify Kaise Kare
Ji
ha Ye ab aapke Bita version 6.0 Me aa chuki hai iske liye aapko Iska
Bita Version 6.o Aapko Download karna hoga sirf download karne ya paytm
account banane se nahi hoga aapko to pata hi hai ab har ek kam ko sahi
karne se pahle usse verify kiya jata hai Usi tarah Aap apne Account ko
bina verify kiye saving account nahi khol sakte hai Ji Ab aap soch rahe
honge
paytm payment bank ko verify kaise kare simple
aap apne pan number aur aadhar number se isse verify kar sakte hai aur
jo Log verify nahi karwate hai unke app par payment bank nazar nahi
aayega To aaiye Number wise karke pura step batate hai
- Sabse pahle aap iska Bita Version Download kare
- Uske bad aap Login kare apne Mobile Number aur password se
- Ab aap Profile section me jao
- Profile section me jane ke bad User Ko My saving account
par click karna hai uske bad jo step hai usse aap Followe kare uske
bad aapka saving account bankar ready ho jayega iske bad vertual Paytm
payment bank Rupe card users ko hawale kar diya jayega
1 . Baki Bank se kitna alag hai Paytm Bank ( बाकि बैंक से कितना अलग है Paytm बैंक ) ?
Ye
bank Bhi baki bank ki tarah hai usme hame account Khulwane ke liye KYC
method Flowe karna padta tha isme Bhi hame Karna hoga usme hsme Jo
Document dena padta tha Isme Bhi Aapko Dena hoga usme bad aapka khata
Khola ja sakta hai
2 . Paytm Wallet aur Non Paytm wallet Customer Paytm bank me account kaise Khole ( जो Paytm यूजर है और जो नहीं है वो Paytm बैंक में खाता कैसे खोले )
Agar
aap pahle se Paytm wallet ke active user hai To ye automatically Paytm
bank me upgrad ho jayega inhe kisi tarah ke Step Flowe nahi karna padega
, baki naye Customer ko jaise sabhi bank ka ek process Hota hai waise
Hi Aapko iske Process se account khulwana Hoga
3 . Paytm wallet Paytm bank me Upgrade Kyu nahi Hua Aur Upgrade Karan eke liye Ab Kya kare (Paytm वॉलेट अगर Paytm बैंक में Upgrad न हो क्या करे ) ?
Agar
aapne Pichhle 6 Month me Paytm wallet se koi Transaction nahi kiya hai
ya Phir aapke wallet me 0 (zero) balance hai To aapka account Upgrad
nahi hoga iske liye aap help@paytm Par aap apni jankari jama kare
-
Bank Account Se Adhar Number Link Kaise Kare
4 . Paytm bank me paise rakhna security ke mamle me sahi hai (Paytm बैंक में पैसे रखना सुरक्षित है ) ?
Ji
ye puri tarah se safe hai agar aapke Paytm wallet me Balance hai To ye
automatic aapke Paytm bank me transfer kar degi ha agar aapke wallet me
jo balance hai usse aap 6 month se aise hi rakhe hai to aapse wo ek bar
puchhega
5 . Agar Hum Paytm bank user nahi bane To wallet ka kya hoga aur hum isse band kaise kare Aur mera wallet paisa ka kya hoga ( हमारे Paytm वॉलेट का बैलेंस का क्या होगा ) ?
Agar
aap bank user nahi banna chahte hai to aapka apna Paytm wallet bhi
band karna hoga sirf wallet rakhe aisa koi option nahi hai Paytm bank
me agar aap isse band karna chahte hai To aap help@paytm par mail karke
aap apna account khatm karwa sakte hai aapka Jo wallet balance hai aapke
bank account me bhej di jayegi iske Liye mail me aap alternet Account
number with IFSC Code ke sath de
6 . Paytm Bank Baranch India me kaha-kaha hai
Noida me hai aur Paytm iss year 31 branch Kholne ki bat kahi gai
7 . Payment bank aur Mobile wallet me Kya Defrence hai (Paytm बैंक और मोबाइल वॉलेट में क्या अंतर है )
Aapko
lagta hoga ek hai lekin mai Aapko bata Du payment bank aur mobile
wallet ye dono bilkul hi alag chize hai jaise bank me debit card ,
Check Book ,NEFT jaisi subitha uplabdh rahti hai lekin Wallet me aisa
koi Option nahi hai payment bank me mobile wallet jaisa kam kar sakte ha
lekin wallet se bank wala kam nahi hoga
8 . Paytm Bank se dusre bank account me paise Bhej sakte hai kya (Paytm बैंक से हम किसी दुसरे बैंक अकाउंट में पैसे भेज सकते है) ?
Ha aap dusre kisi Bhi bank me yaha se aap paise Transfer kar sakte hai Aapko NRFT,IMPS jaisi sabhi subidha milegi
-
Bank Account Me Pan Card Add/Link Kaise Kare
9 . Paytm bank Card service bhi degi (Paytm बैंक कार्ड सुबिधा भी देगी )
Paytm
ke anusar wo jald hi RUPE Card ke sath Partnetship kar rahi hai jiske
Jariye Debit card issue Karegi , iss card ka fee 1 year 100 rs liya
jayega and aap non metro City me aap agar 5 bar se jayada Tansaction
karte hai to aapse iske bad hare k transction par Aapko 20rs Dene Honge
To
Dosto agar aapke man Me isse Jude Koi sawal hai To plz aap Hame Comment
me bataye hum aapka Sawal Apni post me Jawab ke sath mention karenge